Monday, June 3, 2013

उँगलियाँ तैरती जाती हैं पन्ने पलटते रहते हैं कहीं सिलवटें, कहीं करवटें कहीं काले गुलाबी धब्बे तो कहीं ख़ुद को ही मैं छोड़ आता हूँ इतने सारे Chapters गुज़र गए हैं कि लगता है अनपढ़ रहता तो ज्यादा ख़ुश रहता

Wednesday, January 11, 2012

jindgi

"Maine kal ek jhalak zindagi ko dekha, wo meri raah me gunguna rahi thi,,,, Maine dhundha use idhar udhar, wo aankh-micholi kar muskura rahi thi. Ek arseke baad aaya mujhe karaar, wo thapki de mujhe sula rahi thi. Hum dono kyu khafa hain ek dusre se.. Main usko aur wo mujhe bata rhi thi. Maine puchha tune mujhe ye dard kyu diya? Usne kaha, "main zindagi hu.. tujhe jeena sikha rhi thi.

Thursday, December 22, 2011

fariyad

aaj bhi aksar tanhai me tujhe yad kar leta hu,
apne dil se nikalkar tujhse mulakat kar leta hu,
ab bhid ya akele hone ka dar nhi mujhko,
jab ji chahe khud se bat kar leta hu..
bus is tarah ji rha hu ab ye jindgi..
jab bhi saans leta hu..tujhse milne ki FARIYAD kar leta hu...

Saturday, August 14, 2010

AHSAS

aaj mujhse meri tanhai kahne lagi
ki ye kesa ahsas hai,
chalak pade hai aankho se aansu
jab har khushi mere pas hai,
door rahkar bhi jo mujhse door nhi hai
shayad uski kami ka ye ahsas hai,
kami hai uski par kisi ko batata nhi hu me,
kitna bhi dard ho apne andar
duniya ki najar me to har pal muskurata hu me..

Thursday, August 12, 2010

mila vo bhi nhi karte, mila hum bhi nhi karte
wafa vo bhi nhi karte, daga hum bhi nhi karte,
unhe ruswai ka dukh hai, hame tanhai ka dar,
gila vo bhi nhi karte, shikwa hum bhi nhi karte,
kisi mod par mulakat ho jati hai aksar,
ruka vo bhi nhi karte, thehra hum bhi nhi karte,
jab bhi dekhte hai unhe sochte hai kuch kahe unse,
suna vo bhi nhi karte, kaha hum bhi nhi karte,
lagta to ye hai ki unhe bhi hai mohabbat humse...
inkar vo karte nhi, ijhar hum bhi nhi karte...

Monday, May 10, 2010

आदतन तुम ने कर दिये वादे
आदतन हम ने ऐतबार किया

तेरी राहों में हर बार रुक कर
हम ने अपना ही इन्तज़ार किया

अब ना माँगेंगे जिन्दगी या रब
ये गुनाह हम ने एक बार किया



AddThis

hellooo frnds....